Dr. Sujata Kelkar Shetty

Aaj Jane ki Zid na Karo

MUSIC

Dr. Sujata Kelkar Shetty

Aaj Jane ki Zid na Karo

Narration

Video Title: Aaj Jane Ki Zid Na Karo

Video Duration: 6 min 3sec

This is first ghazal thought by my Guruji Jawad Ali Khan, so this is tribute to him. I am  asking you all not to leave…

Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Yunhi pehlu mein bethey raho
Yunhi pehlu mein bethey raho
Aaj jaane ki zid na karo

Haaye mar jaayein ge
Hum to lutt jaayein ge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo

Tumhi socho zara
kyu’n na rokein tumhey
jaan jaati hai jab uth ke jaatey ho tum
jaan jaati hai jab uth ke jaatey ho tum
tum ko apni qasam jaan-e-jaa’n
baat itni meri maan lo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo

Waqt ki qaed mein zindagi hai magar
Waqt ki qaed mein zindagi hai magar
chand gharriya’n yahi hain jo aazaad hain
chand gharriya’n yahi hain jo aazaad hain
inko khho kar kaheen jaan-e-jaa’n
umr bhar na tarastey raho
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo

Kitna masoom aur rangeen hai yeh sama
husn aur ishq ki aaj me raj hai
husn aur ishq ki aaj me raj hai
kal ki kis ko khabar jaan-e-jaan
rok lo aaj ki raat ko
Aaj jaane ki zid na karo
Yunhi pehlu mein bethey raho
Yunhi pehlu mein bethey raho
Aaj jaane ki zid na karo